Sunday, May 9, 2010

pradhanmantri gram sadak ka marammat

Bihar ke katihar district ke Barsoi block main Barsoi se sudhani tak jo Pradhan Mantry Gram sadak banaya gaya hai uska marammat ab tak nahin hua jabki ab yeh teesra saal hai iska maramat nahin hua to isse jure kareeb 1 5 gaon ke logon ki daily livelihood affected hogi aur phir se berozgari badhegi is sadak ne kaafi logo ko rojgar uplabdh karaya hai isliye meri guzarish hai ki is sadak kaa jald se jald marammat hona chahiye